Cancer ek janleva bimari hai jiska ilaj kafi muskil aur kathin hota hai.cancer ka ilaj chemotherapy se kiya jata hai.ye kafi samay leta hai aur is ilaj mein kafi pese bhi lagte hai.Jis karan bhart mein kayi log cancer ka ilaj nahi kar pate hai.jabki kuch gharelu nuskhe ko apnakar aap cancer ko jad se mita sakte hai.In gharelu nuskhe ke sath samshya ye hai ki inke bare mein kisi ko jankari nahi hoti hai.jese ki angur ko hi le lo…
- Ghar mein Green Tea banye aur ek hafte mein weight loss kijye
- Soft Drink chodiye aur Bacho ko pilaye ye 10 healthy Drinks
Angur ke Bij
Angur ke bijo ka istemak kar cancer ko jad se mitaya ja sakta hai.Is baat ki pusti ek sodh mein ki gayi hai.yeh sodh cancer ke marij per 25 years tak ki gayi hai.california university ke medical physic ev psychology ke senior professor Dr, Hardin B Jones ka khena hai ki cancer ke ilaj ke tor per prayog kiye jane vale chemotherapy, cancer pidit marij ko dardnak mot ki tarah le jata hai.
jabki haal hi mein ki huyi sodh mein is baat ki pusti huyi hai ki angur ke bijo ka satv or ark, bahut hi sakaratmak tarike se lukemiya or cancer ke anya prakaro ko khatam karne mein madadgar hota hai.Sodh mein ye sabit ho chuka hai ke keval 48 ghante mein hi angur ke bij har tarah ke cancer ko 76% ka vikiran karne mein saksam hai.cancer ke upper huyi ye research American Association ke General mein prakasit huyi hai jiske anusaar angur ke bij mein paya jane vala JNK protein, cancer kosikao ki vikiran ko niyantran karne ka kaam karta hai.
Labhkari hai Ye Research
Ye research un logo ke liye labhkari sabit ho sakti hai jo pese ki kami ke karan cancer ka ilaj nahi kara pate.vese bhi cancer ke ilaj ke tor per prayog ki jane vali Chemotherapy kafi muskil or mahengi hoti hai.Angur ke bijo se cancer ka ilaj karne ke liye aapko niyamit tor per in bijo ka sevan karne ki jarurat hai.ho sake to apne khane mein angur ke bij suru se hi istemaal kare.isse cancer ki kosikaye aapke body mein panap nahi payengi.
Agar dosto aapko hamari ye jankari pasand aati hai to aap isse jarur aage share kare.
Ye hi sktA hai Kya