Ios users ke baad ab ye naya whatsapp ka feature android mein aaya hai filhal to sirf beta version mein hai lekin aage jake sabhi ke liye aa jayega to kya hai ye naya feature?
Hum album feature ki baat kar rahe hai agar koy aapko whatsapp mein 4-5 images ya media bhej ta hai to vo ab ek album mein aayega aur hum usse ek album ki tarah dekh sakte hai whatsapp mein ye feature Ios mein to kab ka aa gaya hai yani ki har baar ki tarah ios vale ko hi phele naya feature mila hai whatsapp ka.
khene vale to ye khe rahe hai ki ye feature facebook album se milta julta hai.is feature ko itna pasand kyu kiya ja raha hai kyuki chatting clear rahti hai agar man lijye 10 images aayi hai aapke chat mein to aapko scroll karne ki jarurat nahi hai kyuki images ka album ban gaya hoga
Hamne image mein dekhaya hai vo ios se liya gaya hai dekhye 9 image kese ek album mein ek sath dekh rahi hai beta version aa chuka hai yani ke testing chal raha hai to jald hi hoga aapke pass ye feature or aapke pass ios hai to ye aa gaya hai naya feature jaldi se dekh le.
Agar dosto aapko hamari ye jankari acchi lagti hai apne dosto ke sath jarur share kare.